SEARCH RESULTS
Showing search results for "तज़लील"
Nazm MATCHES FOR "तज़लील"
Nazm
mere hamdam mere dost!
terii peshaanii se Dhal jaa.e.n ye tazliil ke daaG
terii biimaar javaanii ko shifaa ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
madam
ham ne har daur me.n tazliil sahii hai lekin
ham ne har daur ke chehre ko ziyaa baKHshii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
terii tazliil ke daaGo.n kii jalan dil me.n liye
terii hurmat ke charaaGo.n kii lagan dil me.n liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo bichhDa hai to yaad aaya
havas kyaa hai
faqat jismo.n kii paamaalii faqat tazliil ruuho.n kii
Misam Ali Aagha
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
maamuura-e-ehsaas me.n hai hashr saa barpaa
insaan kii tazliil gavaaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
terii taqliid me.n maGrib kii baqaa poshiida
terii tazliil me.n jo haath uThe kaT jaa.e
Adil Mansuri
Nazm
ye KHala pur na hua
na.e ha.ngaamo.n kii tajliil kaa dar baaz kare.n
sub.h-e-takmiil kaa aaGaaz kare.n?
Noon Meem Rashid
Nazm
hindostan
insaaniyat kii dahr me.n tazliil kyuu.n na ho
sarmaaya-daar luuT rahe hai.n Gariib ko
Shatir Hakeemi
Nazm
front-page
kahii.n par jins kii tazliil hotii ho
kahii.n par masKH laashe ho.n
Hasan Shahnawaz Zaidi
Nazm
sanp! aa kaT mujhe
aur mirii ruuh mujhe kahtii hai
jism ko Dhaa.nk mirii shahr me.n tazliil na kar
Gauhar Naushahi
Nazm
bahut dinon baad
havaa me.n tahliil ho gayaa huu.n
na Dhuu.nDh merii vafaa ke naqsh-e-qadam ke reze
Mohsin Naqvi
Nazm
naqqad
sher kii tahliil se pahle mirii taqriir sun
KHud zabaan-e-sher se aa sher kii tafsiir sun