SEARCH RESULTS
Showing search results for "तिलिस्म-ए-रमक़"
Nazm MATCHES FOR "तिलिस्म-ए-रमक़"
Nazm
KHuda hamara hai
tilism-e-saaya-e-KHauf-o-haraas to.De.nge
qadam ba.Dhaa.e.nge zanjiir-e-yaas to.De.nge
Habib Jalib
Nazm
tilism-e-KHayal
magar jo KHurshiid-e-sub.h niklaa
tilism-e-KHvaab-o-KHayaal TuuTe
Jameel Azimabadi
Nazm
KHat-e-rah-guzar
ye tilism-e-sahr-o-shaam bhalaa kyaa jaane
kitne dil KHuun hai.n a.ngusht hinaa.ii ke liye
Akhtar Payami
Nazm
ek minar gira
jis kii tanviir ne zarro.n ko 'ataa kii taabish
jis kii taqriir ne to.Daa hai tilism-e-zar-o-siim
Qamar Raees
Nazm
shair ka tarana
hai azal se mere pahluu me.n dil-e-momin nihaad
merii nazre.n to.D detii hai.n tilism-e-barq-o-baad
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
lazzat-e-irfan
ki hai insaa.n tilism-e-shaan-e-KHudaa
qadr apnii na is ne pahchaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
KHizan-nasibon pe bain karti hui hawaen
sitam bhii chup hai jafaa bhii chup hai
tilism-e-dasht-e-navaa bhii chup hai
Tariq Qamar
Nazm
wo inqalab ka mutrib
qalam ko radd-e-ravaanii kaa mas.ala darpesh
tilism-e-diida-e-bedaar kah nahii.n saktaa
Muslim Shameem
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye duniyaa ye maatam-KHaana-e-barnaa-o-piir
aadmii hai kis tilism-e-dosh-o-fardaa me.n asiir
Allama Iqbal
Nazm
jo hum pe guzri
ye tilism-e-shab-e-biimaar rahegaa kab tak
KHuu.n-fishaa.n diida-e-bedaar rahegaa kab tak
Muslim Shameem
Nazm
idrak
sukuun-e-diida-e-tishna hai.n mauja-haa-e-saraab
KHudaa kare ki na TuuTe tilism-e-laat-o-manaat
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
subh-e-kazib
kam se kam nuur ne ulTaa to hai ik baar naqaab
ek lamhe ko to TuuTaa hai tilism-e-shab-e-taar