SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरख़्त-ए-तूर"
Nazm MATCHES FOR "दरख़्त-ए-तूर"
Nazm
shama
vo din ga.e ki qaid se mai.n aashnaa na thaa
zeb-e-daraKHt-e-tuur miraa aashiyaana thaa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-shama astii o dar shola do-resha-e-tuu
aaqibat-soz bavad saaya-e-andesha-e-tuu
Allama Iqbal
Nazm
do-aba bast jalandhar
gosha gosha teraa nuur-e-ilm se ma.amuur hai
zarra zarra haamil-e-nuur-e-charaaG-e-tuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
jawani
KHvaabiida the jazbaat badalne lage karvaT
ruu-e-sharar-e-tuur se ha.Tne lagaa ghuu.ngat
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ehsas-e-nadamt
ki jaise barq-e-tajallii-e-tuur kaa aalam
valentia me.n vo raqs-e-barahnagii ke tilism
Jagan Nath Azad
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
har ek qumquma yahaa.n charaaG-e-koh-e-tuur hai
har ik fazaa pe rang hai har ek samt nuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii peshaanii pe jhalkegaa misaal-e-barq-e-tuur
tifl kaa naaz-e-sharaafat aur shauhar kaa Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
kitaben
dilo.n kaa nuur hai.n achchhii kitaabe.n
charaaG-e-tuur hai.n achchhii kitaabe.n