SEARCH RESULTS
Showing search results for "नागवार"
Nazm MATCHES FOR "नागवार"
Nazm
mazdur
zindagii ko naagavaar ik saaneha jaane hu.e
bazm-e-kibr-o-naaz me.n farz apnaa pahchaane hu.e
Seemab Akbarabadi
Nazm
bahaar ka mausam
na garmiyo.n kaa zor hai na sardiyo.n kii maar hai
na dhuup tan pe baar hai na ThanD naagavaar hai
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
andhe pujari
unhe.n pasand nahii.n shaaKH-e-gul kii ra.anaa.ii
suluuk-e-baad-e-chaman naagavaar hai in ko
Qaisarul Jafri
Nazm
sawali
guzar ga.e ki unhe.n maut naagavaar na thii
falak pe jaagii sitaaro.n kii shaan-e-mahbuubii
Yusuf Zafar
Nazm
KHidmat-e-adab
go ye KHabar dilo.n ko guzartii hai naagavaar
honaa hai jalsa-gaah me.n tho.Daa saa intishaar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
da’wat-e-nagawar
mujh ko daulat kii khanak na sunaa ai dost
mere kaano.n ko is aavaaz se nafrat hai