SEARCH RESULTS
Showing search results for "निकहत"
Nazm MATCHES FOR "निकहत"
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
nikhat-o-nuur se labrez nazaaro.n ke sivaa
sabza-zaaro.n ke sivaa aur sitaaro.n ke sivaa
Noon Meem Rashid
Nazm
iltija-e-musafir
chaman ko chho.D ke niklaa huu.n misl-e-nik.hat-e-gul
hu.aa hai sabr kaa manzuur imtihaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
ne ko.ii nik.hat-e-gul aur na ko.ii mauj-e-nasiim
phir ko.ii Dhuu.nDne mujh ko na chaman se aayaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
bhaarat ke musalman
ga.ngoh kii taqdiis se qudduus saraasar
paTne kii zamii.n nik.hat-e-KHvaaja se mo.attar
Jagan Nath Azad
Nazm
jagir
mai.n KHudaavand huu.n us vus.at-e-be-paayaa.n kaa
mauj-e-aariz bhii mirii nik.hat-e-gesuu bhii mirii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ittifaqat
ra.ng-o-nik.hat kaa fishaar!
phuul hai.n, ghaas hai, ashjaar hai.n, diivaare.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
eid us pari-wash ki
zulfo.n se chalii nik.hat-e-vaarafta kii ik rau
paiGaam liye aa.ii sabaa eid-mubaarak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
aurat ki taKHliq
Guncha-o-gul kii nik.hat churaa.ii ga.ii
bijliyo.n kii haraarat churaa.ii ga.ii
Izhaar Malihabadi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aur reg hii terii talab
reg kii nik.hat tire paikar me.n terii jaa.n me.n hai