SEARCH RESULTS
Showing search results for "निज़ाम"
Nazm MATCHES FOR "निज़ाम"
Nazm
KHizr-e-rah
taa-taraashii KHvaaja-e-az-barahman kaafir tirii
hai vahii saaz-e-kuhan maGrib kaa jamhuurii nizaam
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut ke haatho.n se miT saktaa agar naqsh-e-hayaat
aam yuu.n us ko na kar detaa nizaam-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
sitaare ishq ke terii kashish se hai.n qaa.em
nizaam-e-mehr kii suurat nizaam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
nizaam-e-shams-o-qamar me.n payaam-e-hifz-e-hayaat
ba-chashm-e-shaam-o-sahar maamtaa kii shabnam sii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
jazb-e-haram se hai faroG anjuman hijaaz kaa
us kaa maqaam aur hai us kaa nizaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
aadhi raat
vo KHvaab saa.nche me.n jis ke na.ii hayaat Dhale
vo KHvaab jis se puraanaa nizaam-e-Gam badle
Firaq Gorakhpuri
Nazm
inqalab
nizaam-e-charKH me.n dekhe.nge ik taGayyur-e-KHaas
sukuun-e-dahr me.n ik iztiraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
masjid
farsh jaarob-kashii kyaa hai samajhtaa hii nahii.n
kal-adam ho gayaa tasbiih ke daano.n kaa nizaam
Akhtarul Iman
Nazm
bangal
jahaan-e-kohna ke mafluuj falsafa-daano
nizaam-e-nau ke taqaaze savaal karte hai.n