SEARCH RESULTS
Showing search results for "पाबंद"
Nazm MATCHES FOR "पाबंद"
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
mujassama
tishna ruuho.n ke havasnaak ta.ayyush ke liye
hajla-e-sa.ng me.n paaband banaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
paaband-e-vafaa ho to dil-o-jaan luTaa de
aa jaa.e baGaavat pe to duniyaa ko hilaa de
Rahbar Jaunpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se rahtii hai paaband-e-shikan jis kii jabii.n
naaz se shaano.n par us kii zulf lahraatii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
zindaan-e-rah-e-yaar me.n paaband hu.e ham
zanjiir-ba-kaf hai na ko.ii band-bapaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pand-nama
vahii insaa.n hai KHurram-o-KHursand
jo hai miqdaar o vaqt kaa paaband
Josh Malihabadi
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
tire jamaal se har sub.h par vazuu laazim
har ek shab tire dar par sujuud kii paaband
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
meri shaeri
ye naala miraa jo hai paaband-e-nai bhii
miraa sher shiisha bhii nashsha bhii mai bhii
Hafeez Jalandhari
Nazm
inqalab-e-filistin
ho ke paaband-e-hukuumat kis qadar majbuur hai.n
ya.anii koso.n ham arab kii manzilo.n se duur hai.n
Shahzadi Kulsum
Nazm
nazm kya hai
nazm paaband hai nazm aazaad bhii
ye kabhii nasr hai aur muarra kabhii
Hafiz Karnataki
Nazm
aurat
nahii.n rakh sakte mujhe paaband-e-salaasil
tum mirii aavaaz dabaa nahii.n sakoge
Nadiya ambar lodhi
Nazm
aadmi
mujh ko mahsuur kiyaa hai mirii aagaahii ne
mai.n na aafaaq kaa paaband na diivaaro.n kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
naqsh-bar-ab
naqsh-bar-aab hai vaabastagii-e-husn-o-shabaab
nik.hat-e-gul kii tarah ishq hai paaband-e-havaa