SEARCH RESULTS
Showing search results for "बयान"
Nazm MATCHES FOR "बयान"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mere bayaa.n me.n sehr-bayaanii tujhii se hai
ruu-e-suKHan pe KHuun-e-javaanii tujhii se hai
Josh Malihabadi
Nazm
mahadev-ji ka byah
bol bachan aanand ke, prem, piit aur chaah
sun lo yaaro, dhyaan dhar, mahaadev kaa byaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
haalat dikhaa.ii aur zaruurat bayaan kii
KHuubii se iltimaas kiyaa qaum kaa payaam
Akbar Allahabadi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
ishq kaa e'tibaar aur vaqaar
husn kii aan-baan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
main kyun bhul jaun
vo KHat jin kaa har lafz ik daastaa.n thaa
vo jazbaat se pur-bayaan-e-mohabbat
Arsh Malsiyani
Nazm
KHuda se kalam
tuu ne apne kalaam me.n zamiin kaa dukh bayaan kiyaa hai
jo an-ginat mazaalim apne uupar jheltii hai
Injila Hamesh
Nazm
meri hijraton ki zamin par teri chahaton se likha hua
mirii bebasii ke bayaan ko
tujhe kyaa pata tujhe kyaa KHabar
Tariq Qamar
Nazm
murda-KHana
sukuun-e-lafz-o-bayaan o sukuut-e-saut ke baad
ba.Dii bisaa.nd hai ThiThurii hu.ii havaa.o.n me.n
Saqi Faruqi
Nazm
mir
KHatm tujh par ho gayaa lutf-e-bayaan-e-aashiqii
marhabaa ai vaaqif-e-raaz-e-nihaan-e-aashiqii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
jamuna
taa-kujaa ye sar-guzasht-e-daastaan-e-dard-o-Gam
chhe.D ai jamunaa ko.ii taaza bayaan-e-dard-e-Gam
Suroor Jahanabadi
Nazm
sawal
aur ek gahrii saa.ns lii thii tum ne
vo ko.ii bayaan nahii.n balki ek savaal thaa
Geetanjali Rai
Nazm
siyah sayon ki tishnagi mein
sahar kii naazuk havaa kii ujlii kalaa.ii pak.Do
badan kii piilii barahnagii ko bayaan kar do
Adil Mansuri
Nazm
kis ki bad-gumani par
rahii kin gul-ruKHo.n se sheftagii
ab ye sheva bayaan rahne de