SEARCH RESULTS
Showing search results for "बाइस"
Nazm MATCHES FOR "बाइस"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
ye shave-box hai aur ye hai old spice
nahii.n huzuur kii jho.njal kaa ab ko.ii baa.is
Jaun Eliya
Nazm
tu nahin jaanti
tere ho.nTo.n se bahtii hu.ii ye ha.nsii
do-jahaano.n pe naafiz na hone kaa baa.is
Tahzeeb Hafi
Nazm
hinDola
vatan se ruKHsat-e-'siddhaarth' 'raam' kaa ban-baas
vafaa ke baa'd bhii 'siitaa' kii vo jalaa-vatanii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zalzala
KHuun-e-zardaar hii mazduur kii mazduurii hai
mai.n jo KHaamosh huu.n ye baa.is-e-majbuurii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dard-ma.nd is ke 'premchand' rahe
jin ke baa.is javaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
aaftab
baa.is hai tuu vajuud-o-adam kii numuud kaa
hai sabz tere dam se chaman hast-o-buud kaa
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat baa.is-e-arz-o-samaa hai
mohabbat me.n KHudaa bhii mubtalaa hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
man ka haq
merii ne.amat merii daulat hai vahii ik mehrbaa.n
baa.is-e-rahmat hai vo mere liye jannat-nishaa.n
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
shaer-e-darmanda
(us kaa baa.is miraa ilhaad bhii hai)
ai mirii sham-e-shabistaan-e-vafaa
Noon Meem Rashid
Nazm
dawat-e-fikr
fikr-e-suqraat hai ki zahr kaa ghuu.nT
baa.is-e-umr-e-jaavedaa.n socho
Shakeb Jalali
Nazm
haar jit
shaa.erii hii nahii.n kuchh baa.is-e-izzat mujh ko
aur bahut kuchh hasad o rashk ke asbaab me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
baDe shahar ka KHwab
ba.Daa shahr ba.Daa shahr, ba.Daa shahar ba.Daa shahr
kisii ke liye tuu baa.is-e-tamaaniyat
Perwaiz Shaharyar
Nazm
mere gham-KHwar
husn kii rusvaa.ii kaa baa.is
ishq vafaa tahziib ke dushman