SEARCH RESULTS
Showing search results for "बाद"
Nazm MATCHES FOR "बाद"
Nazm
Dhaka se wapsi par
ham ki Thahre ajnabii itnii mudaaraato.n ke ba.ad
phir bane.nge aashnaa kitnii mulaaqaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
is umr ke baa'd us ko dekhaa!
aa.nkho.n me.n savaal the hazaaro.n
Parveen Shakir
Nazm
zauq o shauq
baad-e-sabaa kii mauj se nash-o-numaa-e-KHaar-o-KHas!
mere nafas kii mauj se nashv-o-numaa-e-aarzuu!
Allama Iqbal
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaare saath kaa mausam ba.Daa hasiin rahaa
tumhaare baad kaa mausam ba.Daa bhayaanak hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
makan
haath Dhalte ga.e saa.nche me.n to thakte kaise
naqsh ke baa'd na.e naqsh nikhaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
influenza se corona tak
jin kaa hame.n ik sadii baa'd phir saamnaa hai
vabaa ke dino.n me.n kise hosh rahtaa hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
nanak
but-kada phir baad muddat ke magar raushan hu.aa
nuur-e-ibraahiim se aazar kaa ghar raushan hu.aa