SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-गुल-ए-मुराद"
Nazm MATCHES FOR "बे-गुल-ए-मुराद"
Nazm
gul-e-be-ghairat
ik ajab shaan se jote hu.e kheto.n ke qariib
khil rahe hai.n harii shaaKHo.n pe gul-e-be-Gairat
Salam Sandelvi
Nazm
main aur shahr
sa.Dko.n pe be-shumaar gul-e-KHuu.n pa.De hu.e
pe.Do.n kii Daaliyo.n se tamaashe jha.De hu.e
Muneer Niyazi
Nazm
kaun hai in ka KHuda
kam-sinii me.n gaal pichke ruKH gul-e-paamaal saa
ghar se be-ghar hai jo bachcha bhuuk se behaal saa
Sada Ambalvi
Nazm
nazr-e-nanak
qasr-e-tauhiid kaa ik burj-e-munavvar tuu hai
gulshan-e-haq ke liye buu-e-gul-e-tar tuu hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
gham-e-dil
suurat-e-buu-e-gul pareshaa.n huu.n
aa tujhe yaad kar rahii huu.n mai.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
Khaaliq aur taKHliq
thii suurat-e-buu-e-gul pareshaa.n ab tak
lekin ye kyaa ki ho ga.ii huu.n mai.n aaj
Akbar Hyderabadi
Nazm
kaw kaw saKHt-jaani
buu-e-gul me.n us kaa naala thaa nihaa.n
aur mahfil ke charaaGo.n me.n thaa
Salahuddin Parvez
Nazm
kohr ke us par dekh
mausamo.n kii zardiyo.n se is qadar na KHauf khaa
buu-e-gul mahkii hu.ii hai kohar ke us paar dekh
Farrukh Zohra Gilani
Nazm
minar-e-sukut
dekh ai chashm-e-KHayaal
saar ke taaro.n pe iThlaatii hu.ii vo juu-e-naGma buu-e-gul
Yusuf Zafar
Nazm
inqilab
zindagii nafrat kii jaanib mu.D ga.ii
buu-e-gul ban kar mohabbat u.D ga.ii
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
tohfa
magar us gul-e-surKH jaisaa na thaa
ye kaalaa thaa bas jaise kavvaa pahaa.Dii
Anjum Shakeel
Nazm
habil
bujh ga.ii sham-e-nazar miT ga.e aavaaz ke naqsh
buu-e-gul, juu-e-sabaa, najm-e-sahar kuchh na rahaa