SEARCH RESULTS
Showing search results for "मिलाई"
Nazm MATCHES FOR "मिलाई"
Nazm
etiraf
mai.n ne KHud apne kiye kii ye sazaa paa.ii hai
KHaak me.n aah milaa.ii hai javaanii mai.n ne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ajib KHwahishen
maze se daavate.n har ghar me.n khaataa
dahii maska milaa.ii duudh u.Daataa
Vaqar Khaleel
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
vo merii jaavedaana be-du.ii kaa ik sila to thaa
so us ko ek abbuu naam kaa gho.Daa milaa to thaa
Jaun Eliya
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
me.n kaise miiThii baat karuu.n
jab mai.n ne miThaa.ii khaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
alaw
tum ne palko.n pe namii suukh ga.ii thii so giraa dii
raat bhar jo bhii milaa ugte badan par ham ko
Gulzar
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye tum ne Thiik kahaa hai tumhe.n milaa na karuu.n
magar mujhe ye bataa do ki kyuu.n udaas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
bahut dino.n me.n raasta hariim-e-naaz kaa milaa
magar hariim-e-naaz tak pahu.nch ga.e to kyaa milaa
Amir Usmani
Nazm
dusra ban-bas
raajdhaanii kii fazaa aa.ii nahii.n raas mujhe
chhe december ko milaa duusraa ban-baas mujhe