SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Nazm MATCHES FOR "मुज़्दा-ए-इशरत-ए-अंजाम"
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Nazm
dua
mujhe tuu muzhda-e-kaifiyyat-e-davaamii de
mire KHudaa mujhe e.azaaz-e-naa-tamaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nazr-e-Khaalida
terii aa.nkho.n me.n suruur-e-ishrat-e-jamhuur hai
aah ye jauhar hamaarii dastaras se duur hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ishrat-e-imroz
نہ مجھ سے کہہ کہ اجل ہے پيام عيش و سرور
نہ کھينچ نقشہ کيفيت شراب طہور
Allama Iqbal
Nazm
bahadur-shah zafar
ishrat-e-dahr se vaaqif bhii thaa begaana bhii
terii shaahii me.n thii ik shaan-e-faqiiraana bhii
Shamsii Meenai
Nazm
ishrat-e-tanhai
maujzan hai mai-e-ishrat mire paimaano.n me.n
yaas kaa dard hai kam-tar mire afsaano.n me.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kis ko hai fursat-e-tajdid-e-mohabbat ai dost
vaqt tho.Daa hai bahut kaam hai karnaa baaqii
de na mujh ko tuu naved-e-shab-e-‘ishrat ai dost
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D ye azm-shikan daGdaGa-e-pand bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
KHiraj-aqidat
sar-ba-sar ik muzhda-e-taskiin-e-mardaan-e-za.iif
quvvat-e-baazuu-e-yaaraan-e-javaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
intizar
muzhda-e-amn-o-amaa.n sulh kaa paiGaam hai kyaa
jang-e-aazaadii-e-insaa.n kaa sar-anjaam hai kyaa
Fazlurrahman
Nazm
nara-e-haq
fanaa hai mere liye muzhda-e-baqaa-e-davaam
sunaa rahaa hai tuu ahkaam kyaa qazaa ke mujhe
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
etiraf
sar pe sarshaari-e-ishrat kaa junuu.n taarii thaa
maah-paaro.n se mohabbat kaa junuu.n taarii thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hindi hindustani
vaaqa.ii itr-bez hai KHushbuu
ishrat-e-mauj-KHez hai KHushbuu