SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुर्दा-परस्त"
Nazm MATCHES FOR "मुर्दा-परस्त"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umr aamaada nahii.n murda-parastii ke liye
baar hai ye zinda mayyat dosh-e-hastii ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
begam aur shaeri
apne hindustaan me.n murda-parastii aam hai
jitne shaa.er mar chuke hai.n bas unhii.n kaa naam hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
mazdur ki maut
ek muflis Gariib aur laachaar
jis kaa hamdam ko.ii na hai Gam-KHvaar
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
mahatma gandhi
qaum kii murda rago.n me.n tuu ne dau.Daayaa lahuu
hindiyo.n kii past himmat ko kiyaa phir se javaa.n
Sabir Abuhari
Nazm
dusra janam
aafriinash samay Daal diije KHudaayaa
badan me.n tanavvo kii hairat-garii
Irfan Shahood
Nazm
dhund
raushan raushan raushan
aa.nkhe.n yuu.n markuuz hu.ii hai.n jaise mai.n hii mai.n huu.n
Iftikhar Jalib
Nazm
baqist shab-e-fitna
a.ndhere me.n chalaa hai kaarvaan-e-be-jaras ko.ii
buland-o-past ko.ii hai na us kaa pesh-o-pas ko.ii
Aziz Qaisi
Nazm
sati
ai satii ai jalva-gaah-e-shola-e-tanviir-e-husn
paak-daamaanii kaa naqsha hai tirii tasviir-e-husn
Suroor Jahanabadi
Nazm
meri shaeri
mirii shaa.erii hai nazaaro.n kii duniyaa
ye naGma-saraa jo.ibaaro.n kii duniyaa