SEARCH RESULTS
Showing search results for "मोमिन-ए-जाँबाज़"
Nazm MATCHES FOR "मोमिन-ए-जाँबाज़"
Nazm
jamuna
aah farsuuda-nishaan-e-ismat-e-jaa.n-baaz tuu
kis parii-paikar kaa hai naqsh-e-vafaa-e-naaz tuu
Suroor Jahanabadi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
talqiin sar-e-qabr pa.Dhe.n momin-e-maGfuur
fariyaad dil-e-'Gaalib'-e-marhuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
buzdil
KHauf ke saa.ebaa.n me.n kha.Daa
'azm-e-jaa.nbaaz kii rif'ate.n Dhuu.nDhtaa hai
Qamar Raees
Nazm
yas o umid
jur.at-e-KHaalid-e-jaa.n-baaz milii hai tujh ko
vaaris-e-zor-e-shah-e-haidar-e-karraar hai tuu
Urooj Qadri
Nazm
prometheus
mai.n aap se nahii.n chaahuu.ngaa daad-e-jaa.n-baazii
du.aa hai aap ko Gam dard-aashnaa na kare
Waheed Akhtar
Nazm
muhaqqiq
zer-e-tahqiiq aap ke rahte hai.n ye sab mas.ale
kis qadar chuuhe pale the ghar me.n 'momin'-KHaan ke
Raza Naqvi Vahi
Nazm
charagh-e-mohabbat
vatan ke ta.ayyun se baalaa hai momin
zamaane kaa nazm-e-gulistaa.n sa.nbhaalo
Jameel Azimabadi
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
urdu
'momin'-o-'zauq' ke afkaar tujhe raas aa.e
zehn-e-'Gaalib' ke KHayaalaat tire paas aa.e
Habeeb Jaunpuri
Nazm
ye dilli
ye 'miir' kaa 'Gaalib' kaa ye 'momin' kaa vatan hai
urdu-e-mu.allaa kaa alam-daar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
taqrib-e-ru-numai
ye kah ke 'Gaalib' o 'momin' kaa de diyaa darja
adab me.n aisaa ko.ii aur aaftaab nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
manasib
hu.aa hai banda-e-momin fasuunii-e-afrang
isii sabab se qalandar kii aa.nkh hai namnaak
Allama Iqbal
Nazm
qaumon ke liye maut hai markaz se judai
dar-maa'raka be-soz-e-tuu zauqe na-tavaa.n yaaft
ai banda-e-momin tuu kujaa.ii tuu kujaa.ii
Allama Iqbal
Nazm
sultani
yahii maqaam hai momin kii quvvato.n kaa 'iyaar
isii maqaam se aadam hai zill-e-sub.haanii
Allama Iqbal
Nazm
id
bas ek siina-e-momin me.n jazba-e-iisaar
rahegaa madd-e-muqaabil ye har aziyyat kaa