SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौलाना"
Nazm MATCHES FOR "मौलाना"
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mujaahidiin-e-vatan me.n shumaar un kaa hai
har ek qaul-o-amal yaadgaar un kaa hai
Syeda Farhat
Nazm
aaTa
ik zaKHiira-baaz maulaanaa-numaa duukaan-daar
qaum ke is ibtilaa se kal bahut the be-qaraar
Shaukat Thanvi
Nazm
siyasi bengan
muslim se tanaffur aur kuffaar se yaaraana
aaKHir ye qalaa-baazii kyuu.n khaa ga.e maulaanaa
Zareef Lakhnavi
Nazm
jashn-e-azadi-e-hind hai ye
desh bhaarat kii izzat bachaa lii
maulaanaa in me.n ko.ii thaa ko.ii mahaatmaa
Syeda Farhat
Nazm
anmol ratan
bhaarat kaa anmol ratan the maulaanaa aazaad
sachche ek muhibb-e-vatan the maulaanaa aazaad
Masooda Hayat
Nazm
wasiyyat
daaroGa ke beTe the vo naanaa un ke maulaanaa the
khaataa-piitaa ghar thaa un kaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
kis ko le kar jaa rahe hai.n aaj yuu.n nauha-kunaa.n
ro rahe hai.n aaj kis ko mulk ke piir-o-javaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
tabarruk
vo aa.e soz-KHvaanii kii
aur us ke baa'd maulaanaa ne bhii taqriir farmaa.ii
Ameer Imam
Nazm
jawab-e-shikwa
aasmaa.n-giir hu.aa naara-e-mastaana tiraa
kis qadar shoKH-zabaa.n hai dil-e-diivaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
tauhiid kii amaanat siino.n me.n hai hamaare
aasaa.n nahii.n miTaanaa naam-o-nishaa.n hamaaraa