SEARCH RESULTS
Showing search results for "यतीमों"
Nazm MATCHES FOR "यतीमों"
Nazm
junun-zat
apne haatho.n ko yatiimo.n ke saro.n par rakh de.n
apnii aa.nkho.n ko bichaaro.n ke havaale kar de.n
Arslan Abbas
Nazm
tashqand ki sham
ko.ii na degaa yatiimo.n ko ab mubaarakbaad
khile.nge phuul bahut sarhad-e-tamannaa par
Ali Sardar Jafri
Nazm
tum to bas lashen uThane ke liye zinda ho
sirf bevaa.o.n yatiimo.n ke liye kaam karo
tum to bas laashe.n uThaane ke liye zinda ho
Khalid Irfan
Nazm
mere KHwabon ka hindostan
jo buu.Dhe ho.nge aur mohtaaj unhe.n sarkaar paalegii
yatiimo.n aur bevaa.o.n ko siine se lagaa legii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
amiron ki duniya
Gariibo.n ke haq me.n balaa ban.ne vaale
yatiimo.n ke haq me.n qazaa ban.ne vaale
Arsh Malsiyani
Nazm
bachchon ki dua
maal-o-zar KHarch ho bevaa.o.n yatiimo.n pe miraa
mere allaah mujhe aisii saKHaavat de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
marhum aur mahrum
tum ahl-e-KHaana rahe aur mai.n yatiim hu.aa
tumhaaraa dard ba.Daa hai yaa meraa Gam bolo
Zubair Ali Tabish
Nazm
jugnu
kabhii kabhii ye kasak huuk ban ke uThtii thii
yatiim dil ko mire ye KHayaal hotaa thaa!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
munajat-e-bewa
dukhiyaa dukhii yatiim aur beva
tere hii haath un sab kaa hai khevaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
lahu ka suragh
kisii alam pe raqam ho ke mushtahar hotaa
pukaartaa rahaa be-aasraa yatiim lahuu