SEARCH RESULTS
Showing search results for "राहत-ओ-आराम"
Nazm MATCHES FOR "राहत-ओ-आराम"
Nazm
watan
ai vatan ai raahat-o-aaraam ke dilkash dayaar
tere shahro.n par tasadduq tere sahraa par nazaar
Shatir Hakeemi
Nazm
mera watan
ai tamaddun ke raahat-o-aaraam
haa.e kas tarah tum ko paa.e.n ham
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
masiha ki qatil
mehnat-o-raahat-o-izzat kaa lahuu
ab tire jaam se hai jald chhalakne vaalaa
Payam Fatehpuri
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
ta.aliim agar nahii.n hai zamaane ke hasb-o-haal
phir kyaa umiid-e-daulat-o-aaraam-o-ihteraam
Akbar Allahabadi
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil-e-safi
hai yahii haal jo dekho to dil saafii kaa
vahii taskiin-o-sukuu.n aur vahii raahat hai yahaa.n
Suraj Narayan Mehr
Nazm
main kyun bhul jaun
vo gha.Diyaa.n vo aaraam-o-raahat kii gha.Diyaa.n
vo farhat ke din vo masarrat kii raate.n
Arsh Malsiyani
Nazm
gayon ka jalsa
jangal me.n ye aaraam ye raahat nahii.n hargiz
tauba karo tauba ye hai kyaa jii me.n samaayaa