SEARCH RESULTS
Showing search results for "रिवायात"
Nazm MATCHES FOR "रिवायात"
Nazm
aaKHiri mulaqat
shaayad nahii.n rahe vo pati.ngo.n ke valvale
taaza na rah sake.ngii rivaayaat-e-dasht-o-dar
Akhtarul Iman
Nazm
diwane ki jannat
duur maazii kii bad-anjaam rivaayaat liye
niichii nazre.n vahii ehsaas-e-mulaaqaat liye
Waseem Barelvi
Nazm
hinDola
yahii ghaTaa.e.n yahii barq-o-ra.ad o qaus-e-quzah
yahii.n ke giit rivaayaat mausamo.n ke juluus
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tumne likkha hai
tum ne pur-josh rivaayaat kii rau me.n bah kar
kar diyaa gardish-e-dauraa.n ke havaale mujh ko
Prem Warbartani
Nazm
khanDar
rasm ko.ii ho magar ham ko judaa kar na sake
ye rivaayaat na pahnaa.e.n kabhii zanjiire.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
aahang-e-nau
ye darinde ye sharaafat ke puraane dushman
tum ki ho haamil-e-aadaab-o-rivaayaat-e-kuhan
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek alamat
fahm-o-idraak badii hai.n to badii terii hai
chand lamho.n kii KHudaa.ii hai rivaayaat ke saath
Mustafa Zaidi
Nazm
doraha
chaarasaazii tire naaKHun kii rahiin-e-minnat
Gam-gusaarii tirii palko.n kii rivaayaat me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
hum log
chaarasaazii ke har andaaz kaa gahraa nashtar
Gam-gusaarii kii rivaayaat me.n uljhe hu.e zaKHm
Mustafa Zaidi
Nazm
tajdid-e-amal
kaalaa ho ki goraa ho KHudaa ek hai sab kaa
qaumiyyat-e-bejaa kii rivaayaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
riwayat na TuTe
ham rivaayaat kii kohna sadiyo.n ke parbat tale
vo ghane sabz jangal hai.n jo
Kishwar Naheed
Nazm
ye dilli
tahziib-o-tamaddun kaa rivaayaat kaa markaz
iqliim-e-vafaa qibla-e-aqdaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
ishq
ishq taariiKH me.n sadiyo.n kii rivaayaat kaa naam
phuul se aa.ine se sang se ho saktaa hai ishq
Anwar Abbas
Nazm
barsat ka mausam
aur tuu hai udhar rasm-o-rivaayaat se majbuur
insaan hai farsuuda KHayaalaat se majbuur