SEARCH RESULTS
Showing search results for "ला-फ़ानी"
Nazm MATCHES FOR "ला-फ़ानी"
Nazm
self-portrait
kabhii sahar nuuraanii hai
andhiyaare ujiyaale kii ye suurat fann-e-laa-faanii hai
Niyaz Haidar
Nazm
izhaar aur rasai
isii ik zarra-e-laa-faanii se
KHisht-e-be-maaya ko miltaa hai davaam
Noon Meem Rashid
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai ek saaz-e-laa-faanii
marii namaaz ki hai ek soz-e-laa-mahduud
Josh Malihabadi
Nazm
ek sharminda nazm
phir mai.n tujh par ik laa-faanii nazm likhuu.ngaa
tujhe sunaane aa.uu.ngaa
Jawayd Anwar
Nazm
abdiyat
aasmaanii sadaa.o.n me.n gaayaa hu.aa
ek laa-faanii o be-karaa.n giit guu.njegaa
Bashar Nawaz
Nazm
marsiya hazrat-e-beKHud dehlawi
kaun kahtaa hai ki 'beKHud' mar ga.e
naam laa-faanii vo paidaa kar ga.e
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
nau sitambar yaum-e-wafat-e-jigar murad-abaadi
aadmii mar ke bhii rahtaa hai amar
ishq har rang me.n laa-faanii hai
Mustafa Rahi
Nazm
kachcha gulabi dhaga main
kaash ki is laa-faanii rang ko
be-raunaq adh-marii fazaa me.n
Azra Parveen
Nazm
sach bata
KHaak to faanii hai miT jaatii hai
aur laa-faanii ko faanii mai.n kaise maanuu.n
Farhat Parveen
Nazm
nam us ka
me.n duudh chhalkaane lage hai.n
naam us kaa siyaahiyo.n me.n gholne se sher laa-faanii likhe hai
Bimal Krishn Ashk
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mohammad aur alii kaa hai faiz-e-ruuhaanii
ki un kaa naam jahaa.n me.n rahegaa laa-faanii
Syeda Farhat
Nazm
gita
is ke auraaq me.n simTaa hu.aa vo nuur hai jo
vaqt kii qaid se aazaad hai laa-faanii hai