SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-ख़लिश"
Nazm MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-ख़लिश"
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dehli wa lucknow
ho ga.e viiraan dehlii-o-dayaar-e-lakhna.uu
ab kahaa.n vo lutf-e-dehlii-e-bahaar-o-lakhna.uu
Hakeem Aagha Jan Aish
Nazm
nida-e-taKHliq
sukuut-e-niim-shabii me.n kisii ne dii aavaaz
'na.iim' dil se nikaalo na KHaar-haa-e-KHalish
Hasan Naim
Nazm
do-aba bast jalandhar
terii punjabi zabaa.n me.n lutf-e-shahd-o-qand hai
is qadar saada ki har raah-e-takalluf band hai
Arsh Malsiyani
Nazm
majaz ki maut par
tere baGair kuchh nahii.n lutf-e-sharaab-o-sher
ai nig.hat-e-latiif-e-KHayaabaa.n kahaa.n hai tuu
Davarka Das Shola
Nazm
ye raat hogi tawil kitni
phire.nge dhartii ke din yaqiinan
kabhii to bando.n pe lutf-e-rabb-e-anaam hogaa
Firoz Natiq Khusro
Nazm
urdu
tere har lafz me.n ho dard-e-mohabbat kii ta.Dap
har suKHan sharh-e-bayaan-e-KHalish-e-dil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
pesh-ahang
Gam-e-hayaat ko ha.ns ha.ns ke jo uThaataa hai
usii ko miltaa hai yaa.n lutf-e-jaavidaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
chu ki lafzi tahqiq
lahja hu.aa durusht zabaa.n ho ga.ii karaKHt
lutf-e-kalaam-o-shistagii-e-guftuguu ga.ii
Zafar Ali Khan
Nazm
waqt-e-murawwat
gulo.n ke rang me.n thii shaan-e-KHanda-e-yuusuf
kalii ke saaz me.n thaa lutf-e-naGma-e-daa.uud
Josh Malihabadi
Nazm
lazzat-e-irfan
mutashakkik hai aur shikaayat-e-hijr
nuzhat aur shukr-e-lutf-e-pinhaanii