SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुब्ह-ए-ईद"
Nazm MATCHES FOR "सुब्ह-ए-ईद"
Nazm
subh-e-id
dushman ho.n yaa ki dost gale aaj sab mile.n
jaarii hu.aa ye dahr me.n farmaan sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
chaar fitne
sub.h ko roz aKHbaar pa.Dhtii hai ye
bhaa.ii bahno.n se phir jaa ke la.Dtii hai ye
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
reg sub.h-e-iid ke maanind zartaab-o-jaliil
reg sadiyo.n kaa jamaal
Noon Meem Rashid
Nazm
mera ghussa kahan hai?
kyaa hai meraa vajuud?
yaum-e-iid qurbaan hotii bhe.Do.n kaa sabr
Zahid Imroz
Nazm
sawal-e-mazi-o-haal
eid hotii to hai baroz-e-eid
eid kii sii KHushii nahii.n hotii
Mujeeb Shehzar
Nazm
chand ki fariyaad
sher me.n, rashk-e-qamar lailaa ko farmaane lage
tube-light ko hilaal-e-iid batlaane lage
Khalid Irfan
Nazm
yaad hai
maahtaab-e-iid bin jaatii kiran KHurshiid kii
yaad hai vo naujavaanii kaa zamaana yaad hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
akaD shah aur baqraid
bil-aaKHir phir aa hii gayaa yaum-e-eid
vo din jo hamaare liye hai sa.iid
Mohammad Osama Sarsari
Nazm
hilal-e-eid
aaj Gorabaa bhii amiiro.n ke gale mil jaa.e.nge
kuchh nahii.n tafriiq hogii ye visaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
watan ka rag
hilaal-e-iid ne dii hai yahii dilo.n ko KHabar
pukaartaa hai himaala se abr uTh uTh kar