SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोहबत-ए-अय्याम"
Nazm MATCHES FOR "सोहबत-ए-अय्याम"
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil-e-mayus
dil-e-maayuus bataa ai dil-e-naakaam bataa
mubtalaa-e-sitam-e-gardish-e-ayyaam bataa
Rabia Sultana Nashad
Nazm
mukafat
aa.o ki mai-kado.n me.n guzaare.n tamaam raat
tanhaa.iyo.n me.n sohbat-e-jaam-o-subuu rahe
Muneebur Rahman
Nazm
zikr-e-arzu
sohbat-e-huur-o-malak ai 'ashk' KHush aa.e na kyo.n
milte-julte the farishto.n se KHisaal-e-'aarzuu'
Masoom Sharqi
Nazm
silsila KHwabon ka
kitne diipak mire siine me.n jalaa karte hai.n
be-niyaaz-e-Gam-e-ayyaam mire zehn-o-nazar
Muslim Shameem
Nazm
wasoKHt
lab par hai talKHi-e-mai-e-ayyaam varna 'faiz'
ham talKHi-e-kalaam pe maa.il zaraa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
silsila KHwabon ka
be-niyaaz-e-Gam-e-ayyaam mire zehn-o-nazar
gum saraab-e-lab-o-aariz me.n rahaa karte hai.n
Muslim Shameem
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
muraqqa.a hai hasii.n tahriik-e-afsaanii ke KHaako.n kaa
mukammal ijtimaa-e-gauhar-ayyaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
reading room
phir bhii kuchh idraak me.n aataa nahii.n
kyaa hai raqs-e-gardish-e-ayyaam kyaa
Majeed Amjad
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai