SEARCH RESULTS
Showing search results for "हंगाम-ए-शेर-गोई"
Nazm MATCHES FOR "हंगाम-ए-शेर-गोई"
Nazm
nazr-e-ghaalib
'kaif' maidaan-e-sher-go.ii me.n
ko.ii 'Gaalib' saa duusraa na hu.aa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
KHud-faroshi
kuchh ahl-e-chaman fasl-e-chaman bech rahe hai.n
zar ke liye naamuus-e-vatan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
salaam mere rafiiqo.n ko ham-nashiino.n ko
sapaaT chehro.n ko be-mehr-o-lutf siino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Nazm
ba-yaad-e-jigar
har taraf thii tirii pukaar jigar
har jagah thaa tuu naGma-baar jigar
Mustafa Rahi
Nazm
mir-anis
manzar-o-marsiya-o-razm-o-saraapaa kyaa kyaa
na likhaa miir-aniis aap ne tanhaa kyaa kyaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
fasad ke baad
fasaad-e-shahr tham gayaa
fazaa me.n bas ga.ii hai ek zahr-naak KHaamushii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
raat abhi aadhi guzri hai
mai.n ki zavaal-e-shahr kaa nauha likhne vaalaa
ek puraanaa qissa-go huu.n
Ain Tabish
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
tumhaare jaane se viiraan ho ga.ii mahfil
uja.D gayaa hai ye dekho jahaan-e-shahr-e-adab
Tariq Qamar
Nazm
nai-dehli
qabro.n kaa pata hai na mazaaro.n kaa Thikaanaa
ye shahr kii ta.amiir hai yaa gor-kanii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
kya kah gai hai bagh se baad-e-KHizan na puchh
hangaama-e-kashaakash-e-suud-o-ziyaa.n na puuchh
shaayad ki ho rahaa hai phir ik imtihaa.n na puuchh