SEARCH RESULTS
Showing search results for "हस्सास"
Nazm MATCHES FOR "हस्सास"
Nazm
jawab-e-shikwa
apne ajdaad kaa tum ko to ko.ii paas nahii.n
ham to behis hai.n magar tum bhii to hassaas nahii.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
ek alamat
ik safar jis me.n na manzil na suraaG-e-manzil
apnii hassaas subuk naak se ruumaal haTaa.o
Mustafa Zaidi
Nazm
kash samajhdar na banun
in par laa-ilmii ke shiishe cha.Dhaa duu.n
apne hassaas dil ko
Ateeya Daud
Nazm
zindagi
zindagii gosha-nashii.n hassaas-zehn
zindagii mahruumiyo.n se daaG daaG
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
pathar
sar-e-baazaar bik jaa.egii tere pyaar kii azmat
chale.nge ishq ke hassaas dil par zulm ke aare
Prem Warbartani
Nazm
baraat ka ghoDa
us ko baiThaane kii zimmedaariyaa.n
aur us par is qadar hassaas dil
Shariq Kaifi
Nazm
tashwish
terii hassaas tabii.at ko na kar de majruuh
aur tuu samjhe ki nahii.n tujh me.n vo pahlii sii kashish
Hasan Naim
Nazm
hujum mein tanhai
dil-e-hassaas bhii kyaa chiiz hai allaah allaah
jab kalii ko.ii chaTaktii hai dahaltaa huu.n mai.n
Jaleel Qidwai
Nazm
saut-e-nadida
KHushbu.o.n ke hisaar-e-gardish me.n
hai samaa.at kuchh is qadar hassaas
Yaqoob Tasawwur
Nazm
gurez
apnii hassaas tabii.at kii qasam hai mujh ko
dil me.n ab pyaar kaa pahlaa saa vo ehsaas nahii.n
Raza Ashk
Nazm
shor-e-shabistan
hirniyaa.n pyaas kii detii hai.n azaa.n bistar me.n
uf ye hassaas tabii'at bhii 'ajab ‘illat hai
Chandrabhan Khayal
Nazm
ai sitaro
muttaqii anvaar me.n Duube hu.e hassaas jugnuu
vaadii-e-asraar kii jaanib ravaa.n hai.n