SEARCH RESULTS
Showing search results for "हाल-ए-ज़ार"
Nazm MATCHES FOR "हाल-ए-ज़ार"
Nazm
ek shikwa
ye mazaa thaa aashiqii kaa ki ye haal-e-zaar hotaa
na tujhe qaraar hotaa na mujhe qaraar hotaa
Jaleel Qidwai
Nazm
dil-ashob
ye shaKHs yahaa.n paamaal rahaa, paamaal gayaa
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
Ibn e Insha
Nazm
ashk bahaya maine
haif bar haal dil-e-zaar ki aa.iina hu.aa
laakh parde me.n har ik raaz chhupaayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
yuu.n haal-e-dil-e-zaar bayaa.n ham ne kiyaa hai
KHud un ko bhii ab ashk-fishaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
fardaa kaa ek KHauf hai dil me.n nihaa.n kahii.n
nikle the jab vatan se ham apne ba-haal-e-zaar
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
holi aur hindostan
ik taraf yaaro.n kii ishrat-koshiyaa.n
ik taraf ham aur haal-e-pur-malaal
Arsh Malsiyani
Nazm
sar-e-rahe
zabaan-e-dil se phir kahuu.n tumhii.n mirii bahaar ho
sukuun-e-qalb-e-zaar ho suruur-e-sad-KHumaar ho