SEARCH RESULTS
Showing search results for ".douo"
Nazm MATCHES FOR ".douo"
Nazm
shikwa
daur ha.ngaama-e-gulzaar se yaksuu baiThe
tere diivaane bhii hai.n muntazir-e-huu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
phir bhii ye samajhte ho hech aarzuu-mandii
Noon Meem Rashid
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
ye daur apne baraahiim kii talaash me.n hai
sanam-kada hai jahaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye baat baat pe qaanuun o zaabte kii giraft
ye zillate.n ye Gulaamii ye daur-e-majbuurii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad nau saal diivaana phirtaa rahaa huu.n!
ye vo daur thaa jis me.n mai.n ne
Noon Meem Rashid
Nazm
KHizr-e-rah
uTh ki ab bazm-e-jahaa.n kaa aur hii andaaz hai
mashriq-o-maGrib me.n tere daur kaa aaGaaz hai
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaaraa daur thaa ghar me.n bahaar ha.nstii thii
abhii to dar pe faqat ranj-o-Gam kii dastak hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
aa.o ki ko.ii KHvaab bune.n kal ke vaaste
varna ye raat aaj ke sa.ngiin daur kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
KHatm ho jaa.egaa lekin imtihaa.n kaa daur bhii
hai.n pas-e-noh parda-e-garduu.n abhii daur aur bhii