SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ibek"
Nazm MATCHES FOR ".ibek"
Nazm
etiraf
dasht-e-pur-KHaar ko firdaus-e-javaa.n jaanaa thaa
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
mehrbaa.n chaa.ndnii kaa dast-e-jamiil
KHaak me.n ghul ga.ii hai aab-e-nujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
ye to saahil pe bhii dekhtii hai bha.nvar
ret me.n kisht kartii hai aab-e-baqaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
mujhe apne jine ka haq chahiye
vo jo aab-e-baqaa thaa vo naa-saaf hai
zamii.n ho samundar ho yaa aasmaa.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
aaj ki raat na ja
zahr bhii aab-e-hayaat-e-lab-o-ruKHsaar bhii hai
zindagii KHaar bhii hai zindagii daar bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
barkha-rut
bhuubal se sivaa thaa reg-e-sahraa
aur khaul rahaa thaa aab-e-dariyaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
mauj-e-kausar thaa tiraa sail-e-adaa apne liye
aab-e-haivaa.n thii terii aab-o-havaa apne liye
Josh Malihabadi
Nazm
tarana-e-reKHta
rah jaa.e.n dost ban kar aa.e.n jo ajnabii se
daa.em mohabbato.n ke aab-e-ravaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
aaj ki raat
aab-e-kausar hai a.ngbii.n hai ye
shahad ke ghuu.nT pii rahaa huu.n mai.n