SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mqam"
Nazm MATCHES FOR ".mqam"
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq faqiih-e-haram ishq amiir-e-junuuud
ishq hai ibnus-sabiil is ke hazaaro.n maqaam
Allama Iqbal
Nazm
bas ek andaza
yahaa.n so.ii hu.ii ho tum
yahaa.n ruu-e-zamii.n ke is maqaam-e-aasmaanii-tar kii had me.n
Jaun Eliya
Nazm
iltija-e-musafir
tirii lahad kii ziyaarat hai zindagii dil kii
masiih o KHizr se uu.nchaa maqaam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aaj mai.n aise maqaam par huu.n jahaa.n
rasan-o-daar kii bulandii hai
Saifuddin Saif
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
mujh ko dilaayaa kitnaa achchhaa maqaam kahnaa
ustaad-e-mohtaram ko meraa salaam kahnaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
mere ahd ke hasino
vo buland-baam taare vo falak-maqaam taare
vo nishaan de ke apnaa rahe be-nishaa.n hamesha
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramayan ka ek scene
aur aap ko to kuchh bhii nahii.n ranj kaa maqaam
baa'd-e-safar vatan me.n ham aa.e.nge shaad-kaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
roTiyan
is vaaste ki KHaas ye roTii ke hai.n maqaam
pahle inhii.n makaano.n me.n aatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aazadi
ye mahr-o-maah ye taare ye baam haft-aflaak
bahut buland hai in se maqaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pastii-e-KHaak pe kab tak tirii be-baal-o-parii
phir maqaam apnaa sar-e-arsh-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
tumhaari yaad
sub.h ke vaqt shaam ke ha.ngaam
be-quyuud-e-maqaam be-ha.ngaam