SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mza"
Nazm MATCHES FOR ".mza"
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
maa-sivaa-allaah ke liye aag hai takbiir tirii
tuu musalmaa.n ho to taqdiir hai tadbiir tirii
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
ranDii bhii aadmii hii nachaate hai.n gat lagaa
aur aadmii hii naache hai.n aur dekh phir mazaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Nazm
yaad
aa.ii jab un kii yaad to aatii chalii ga.ii
har naqsh-e-maa-sivaa ko miTaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
hubb-e-watan
jo ki rahte hai.n tujh se duur sadaa
in ko kyaa hogaa zindagii kaa mazaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
vo ishq jis kii sham.a bujhaa de ajal kii phuu.nk
us me.n maza nahii.n tapish o intizaar kaa
Allama Iqbal
Nazm
ek gae aur bakri
baat sachchii hai be-maza lagtii
mai.n kahuu.ngii magar KHudaa-lagtii
Allama Iqbal
Nazm
mehnat karo
ye biij agar Daaloge tum dil se use paa loge tum
dekhoge phir is kaa mazaa mehnat karo mehnat karo
Mohammad Husain Azad
Nazm
munajat-e-bewa
pyaar kaa tere puuchhnaa kyaa hai
maar me.n bhii ik terii mazaa hai