SEARCH RESULTS
Showing search results for ".swd"
Nazm MATCHES FOR ".swd"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
kyaa jhag.Daa suud KHasaare kaa
ye kaaj nahii.n banjaare kaa
Ibn e Insha
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
la-ilaha-illallah
kiyaa hai tuu ne mataa-e-Guruur kaa saudaa
fareb-e-suud-o-ziyaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
farar
apnii be-kaar tamannaa.o.n pe sharminda huu.n
apnii be-suud umiido.n pe nadaamat hai mujhe
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
shaayad mirii turbat ko bhii Thukraa ke chalogii
shaayad mirii be-suud vafaa.o.n pe ha.nsogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
zaahir me.n tijaarat hai haqiiqat me.n ju.aa hai
suud ek kaa laakho.n ke liye marg-e-mufaajaat
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
sad-naaz se utraa kartii thii
sahbaa-e-Gam-e-jaanaa.n kii parii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
husn-e-azal kii hai numuud chaak hai parda-e-vajuud
dil ke liye hazaar suud ek nigaah kaa ziyaa.n!