SEARCH RESULTS
Showing search results for ".szqa"
Nazm MATCHES FOR ".szqa"
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
kabhi kabhi
ghanerii zulfo.n ke saa.e me.n chhup ke jii letaa
magar ye ho na sakaa aur ab ye aalam hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
mai.n shahr jaa ke har ik dar pe jhaa.nk aayaa huu.n
kisii jagah mirii mehnat kaa mol mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hitch-hiker
mai.n ki do roz kaa mehmaan tire shahr me.n thaa
ab chalaa huu.n to ko.ii faisla kar bhii na sakaa
Ahmad Faraz
Nazm
tum apni karni kar guzro
jo mil na sakaa vo paa.e.nge
ye din to vahii pahlaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
maalan gale kii haar ho dau.Dii le Daaliyaa.n
saqqaa kha.Daa sunaataa hai baate.n razaaliyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
haal-e-dil bhii na kah sakaa garche
tuu rahii muddato.n qariib mire
Saifuddin Saif
Nazm
hasan kuza-gar(3)
aisii uljhane.n hai.n
jin ko aaj tak ko.ii nahii.n 'sulajh' sakaa
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
mai.n zahr pii ke zamaane ko de sakaa amrit
na puuchh mai.n ne jo zahraaba-e-hayaat piyaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tum
jise na buujh sakaa ishq vo pahelii ho
jise samajh na sakaa pyaar bhii vo pyaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
raat sunsan hai
kis qadar narm hai kaliyo.n kaa suhaanaa saaya
jaise vo ho.nT jinhe.n paa ke bhii mai.n paa na sakaa