SEARCH RESULTS
Showing search results for ".yiab"
Nazm MATCHES FOR ".yiab"
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham sar-ba-kaf uThe hai.n ki haq fata.h-yaab ho
kah do use jo lashkar-e-baatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
26 january
kyaa mol lag rahaa hai shahiido.n ke KHuun kaa
marte the jin pe ham vo sazaa-yaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
aaya-e-kaa.enaat kaa ma.anii-e-der-yaab tuu!
nikle tirii talaash me.n qaafila-haa-e-ra.ng-o-buu!
Allama Iqbal
Nazm
kaun dekhega
us ek din ko jo hai umr ke zavaal kaa din
inhii.n dino.n me.n numuu-yaab kaun dekhegaa
Majeed Amjad
Nazm
karl marx
marx ke ilm o fataanat kaa nahii.n ko.ii javaab
kaun us ke dark se hotaa nahii.n hai faiz-yaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
mai.n tirii kho.ii hu.ii azmat ko vaapas laa.uu.ngaa
aur tire marqad pe nusrat-yaab ho kar aa.uu.ngaa
Jagan Nath Azad
Nazm
zafar
na ho agarche zafar-mand-o-zafar-yaab magar
falak-e-sher pe taabinda hai az-naam-e-zafar
Arsh Malsiyani
Nazm
hawa se baat karo
ik aise jabr-e-azal-yaab kaa havaala hai
jo pahle din kii gavaahii sanad me.n laataa hai