SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gasab-e-ujrat"
Nazm MATCHES FOR "Gasab-e-ujrat"
Nazm
naghma-e-dehli
ye 'Gaalib'-o-'aazurda'-o-'KHusrau' kii chahetii
gahvaara-e-urduu hai abhii 'daaG' kii dehlii
Rifat Sarosh
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
'Gaalib' o 'sheftaa' o 'nayyar' o 'aazurdaa' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa na shaklo.n ko zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'Gaalib'-o-'miir' is ke shaidaa the
jin kii ruuh-e-ravaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
taqrib-e-ru-numai
ye kah ke 'Gaalib' o 'momin' kaa de diyaa darja
adab me.n aisaa ko.ii aur aaftaab nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
kar-e-mushkil
Gaalib-e-aatish-navaa kunj-e-lahad me.n hai KHamosh
soz se dil ke bhare naGmaat me.n taasiir kaun
Muneer Wahidi
Nazm
wo sarab jo meri jaan mein hai
vo jo Gaalib-o-hama-giir dasht-e-gumaa.n me.n hai
mire dil me.n jaise yaqiin ban ke samaa gayaa
Noon Meem Rashid
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
zauq o shauq
terii nigaah-e-naaz se dono.n muraad paa ga.e
aql, Gayaab o justujuu ishq, huzuur o iztiraab!
Allama Iqbal
Nazm
urdu
aaj bhii 'Gaalib' o 'iqbaal' pa.Dhe jaate hai.n
aaj bhii kal kii tarah jaaduu-bayaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
suKHnawar
'Gaalib'-o-'miir' ne ishq-e-butaa.n par apnii nazar rakkhii
iqbaal ne qadmo.n ke tale
Noor Parkar
Nazm
chand aur mahbub
ko.ii Gazab-o-Gaiz ko siine me.n dabaa.e
u.nglii ko.ii daa.nto.n se kha.Daa kaaT rahaa hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
aatish-e-KHamosh
hai.n jitne aqaarib vo aqaarib se hai.n bad-tar
ahbaab hai.n vo KHud-Garaz-o-zuud-faraamosh