SEARCH RESULTS
Showing search results for "Qayamat"
Nazm MATCHES FOR "qayamat"
Nazm
etiraf
mere paimaan-e-mohabbat ne sipar Daalii hai
un dino.n mujh pe qayaamat kaa junuu.n taarii thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
tumhaare ghar me.n qayaamat kaa shor barpaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hitch-hiker
tuu bhii aisaa hii dil-aaraam shajar hai jis ne
mujh ko is dasht-e-qayaamat se bachaa.e rakhaa
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere sare logo
ab ke gar zalzale aa.e to qayaamat hogii
mere dil-giir mire dard ke maare logo
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
suur-e-mahshar hii sahii baa.ng-e-qayaamat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye husn ye poshaak ye KHuubii ye safaa.ii
phir us pe qayaamat hai ye u.Dte hu.e gaanaa
Allama Iqbal
Nazm
nai tahzib
aqaa.ed par qayaamat aa.egii tarmiim-e-millat se
nayaa ka.aba banegaa maGribii putle sanam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
yaad-e-aligarh
kabhii baat me.n baat yuu.nhii nikaalii
sar-e-raah ko.ii qayaamat uThaa lii
Aabidullah Ghazi
Nazm
nura
vo baiThii thii takiye pe kuhnii Tikaa.e
KHayaalaat-e-paiham me.n kho.ii hu.ii sii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
rishwat
sirf ik patluun silvaanaa qayaamat ho gayaa
vo silaa.ii lii miyaa.n darzii ne na.ngaa kar diyaa