SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-soz"
Nazm MATCHES FOR "aalam-soz"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
hai mizaaj us vaqt kuchh big.Daa hu.aa sayyaad kaa
ai asiiraan-e-qafas mauqa nahii.n fariyaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
soz-o-gudaz
na suno qissa-e-aalaam ta.Dap jaa.oge
dard aur soz bharaa hai mire afsaane me.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
aligaDh uniwersity
markaz-e-ilm-o-hunar mai-kada-e-soz-o-saaz
sajda-e-shauq se aabaad hai rindo.n kaa haram
Anjum Azmi
Nazm
ye tamasha-e-gah-e-alam kya hai
tum chaman-zaad ho fitrat ke qarii.n rahte ho
dil ye kahtaa hai ki tum mahram-e-asraar bhii ho
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
sati
ai satii ai jalva-gaah-e-shola-e-tanviir-e-husn
paak-daamaanii kaa naqsha hai tirii tasviir-e-husn
Suroor Jahanabadi
Nazm
maslahat
chaa.ndnii raat ke ha.nste hu.e KHvaabo.n kii tarah
nuqra.ii jism kaa shaadaab gulistaa.n le kar
Naresh Kumar Shad
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shama
zabt par qudrat hai tujh ko ye ki tuu KHaamosh hai
tere siine me.n agarche yaas-o-Gam kaa josh hai
Saqib Kanpuri
Nazm
kash
kaash nuur-e-sahar kii ko.ii kiran
zulf se kartii mujh ko ham-aaGosh