SEARCH RESULTS
Showing search results for "admit"
Nazm MATCHES FOR "admit"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye duniyaa jahaa.n aadmii kuchh nahii.n hai
vafaa kuchh nahii.n dostii kuchh nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
tum ek saada o barjasta aadmii Thahre
mizaaj-e-vaqt ko tum aaj tak nahii.n samjhe
Jaun Eliya
Nazm
aadmi-nama
duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii
aur muflis-o-gadaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHamosh aawaz
aaj bhii in aa.nkho.n me.n base hai.n
pyaare ke anmiT gahre sapne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye duniyaa ye maatam-KHaana-e-barnaa-o-piir
aadmii hai kis tilism-e-dosh-o-fardaa me.n asiir
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
jab aadmii ke haal pe aatii hai muflisii
kis kis tarah se us ko sataatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadmi ki talash
abhii maraa nahii.n zinda hai aadmii shaayad
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa
Nida Fazli
Nazm
jugnu
ki aadmii ko ye pa.Dtii hai.n kis qadar mah.ngii
ik ek kar ke vo tiflii ke har KHayaal kii maut