SEARCH RESULTS
Showing search results for "adnaa"
Nazm MATCHES FOR "adnaa"
Nazm
adna sa basi
mai.n is dhartii kaa adnaa saa baasii huu.n
sach puuchho to mujh saa pareshaa.n ko.ii nahii.n
Waseem Barelvi
Nazm
barsat ki bahaaren
ko.ii pukaartaa hai Tuk morii khol aanaa
ko.ii kahe hai chal bhii kyuu.n ho gayaa divaanaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nashat-e-umid
dho.nknii hai baiTh ke jab dho.nknaa
shah ko samajhtaa hai ik adnaa gadaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
duri
paa.e.nge bhuulii hu.ii zindagii ko
vahii KHud-farebii, vahii ashk-sho.ii kaa adnaa bahaanaa!
Noon Meem Rashid
Nazm
KHatun-e-mashriq
bul-havas kaa sar jhukaa degii tirii adnaa jhalak
hogii lahje me.n tire nabz-e-tahaarat kii dhamak
Josh Malihabadi
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
is baat pe kyuu.n is kii itnaa bhii hijaab aa.e
fariyaad se be-bahra kashkol se KHaalii hai
Ibn e Insha
Nazm
chhabbis january
jamhuuriyat pe qaa.em saaraa nizaam hai ab
aalaa hai yaa hai adnaa baa-ehtiraam hai ab
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shab-baraat
adnaa Gariib ke ta.ii.n ye bhii muhaal hai
kaale se gu.D kii lipTii ka.Dhii kii misaal hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
inhe.n jo na.e baal-o-par aa ke baKHshe
inhe.n jo na.e sir se u.Dnaa sikhaa.e
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
chiDiya ke bachche
aur par durust ho.nge to din kii raushnii me.n
siikhoge tum bhii u.Dnaa karte phiroge che.n-che.n
Ismail Merathi
Nazm
pile diye
merii adnaa zindagii ho us ke adnaa marhale
Taar kii lambii sa.Dak ho us pe ho.n piile diye
Om Bhutkar Maghloob
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
isii asnaa me.n hu.aa bachche kii maa.n kaa bhii guzar
bolaa ammaa.n mujhe aa.ii hai ajab chiiz nazar