SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsos"
Nazm MATCHES FOR "afsos"
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
aasmaan badlaa hai afsos naa badlii hai zamii.n
ek hindise kaa badalnaa ko.ii jiddat to nahii.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
abul-ala-marri
afsos-sad-afsos ki shaahii.n na banaa tuu
dekhe na tirii aa.nkh ne fitrat ke ishaaraat!
Allama Iqbal
Nazm
raat
mirii dahliiz par baiThii hu.ii zaanuu pe sar rakkhe
ye shab afsos karne aa.ii hai ki mere ghar pe
Gulzar
Nazm
kashmakash
is pe afsos hai kyuu.n is pe ta.ajjub kaisaa
ye mohabbat bhii to ehsaas kaa ik dhokaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
bhaarat ke musalman
afsos-sad-afsos tirii ta.ngii-e-daamaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
afsos hai ki aap hai.n duniyaa se be-KHabar
kyaa jaaniye jo rang hai shaam-o-pagaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
tumne likkha hai
kashtii-e-husn kii TuuTii hu.ii patvaar ho tum
tum ho KHud apne hii ehsaas kii Thukraa.ii hu.ii
Prem Warbartani
Nazm
tere baad
vo inqalaab kii ruu phir palaT ga.ii afsos
buland baam hai.n phir zer-e-daam tere ba.ad
Saifuddin Saif
Nazm
urdu
apnii tahziib hai aur apnii zabaa.n hai urdu
apne ghar me.n magar afsos kahaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
dard-e-dil
magar afsos ye duniyaa hai maqaam-e-ibrat
ra.nj kii yaad dilaataa hai KHayaal-e-raahat