SEARCH RESULTS
Showing search results for "alamnaak"
Nazm MATCHES FOR "alamnaak"
Nazm
mujassama
jaane kis daur-e-alam-naak se le kar ab tak
tuu ka.De vaqt ke zindaano.n me.n KHvaabiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
tasawwuf
ham tasavvuf ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alam-naak ke parvaarda hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
reg-e-diroz
ham mohabbat ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alamnaak ke parvarda hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
maut
uf ye maGmuum fazaa.o.n kaa alamnaak sukuut
mere siine me.n dabii jaatii hai aavaaz mirii
Akhtarul Iman
Nazm
sham ko raste par
chho.D kar jis ko sanam-KHaane kii mahjuub fazaa
ghar ke bebaak alamnaak siyah-KHaane me.n
Meeraji
Nazm
etiraf
zindagii vaqt ke sahraa kii alamnaak sumuum
tere anfaas kii mahkaar me.n Dhal jaa.egii
Naresh Kumar Shad
Nazm
faisla
apnii majruuh tamannaa kaa mudaavaa na karuu.n
apnii KHvaabiida mohabbat kaa alamnaak ma.aal
Akhtarul Iman
Nazm
ab ke bichhaDna alamnak hoga
ki is shahar kii havaa.e.n bahut daaG-daar hai.n
ab ke bichha.Dnaa alamnaak hogaa
Ahmed Sohail
Nazm
agar qarib se dekho
dilo.n me.n pyaas ta.Daptii hai raat din apne
bharii hu.ii hai alam-naak yaas aa.nkho.n me.n
Chandrabhan Khayal
Nazm
ahsan taqwim
maahaul-e-zamaana hai alamnaak-o-jigar-doz
qaa.em vale kuchh rahmat-e-javvaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
shair
laa-raib mai.n sultaan huu.n qismat ke jahaa.n kaa
har-chand ki qismat kaa fasaana hai alamnaak
Saib Asmi
Nazm
daera
apne majbuur tasavvur kaa alamnaak ma.aal
dekh kar apne hii haalaat se sharmaataa huu.n
Naseer Parwaz
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho