SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaasir"
Nazm MATCHES FOR "anaasir"
Nazm
himala
ai himaala ko.ii baazii-gaah hai tuu bhii jise
dast-e-qudrat ne banaayaa hai 'anaasir ke liye
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
mai.n akasr un ke tasavvur me.n Duub jaataa thaa
vafuur-e-jazba se ho jaatii thii mizha pur-nam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki duniya
barham saa kuchh mizaaj-e-anaasir hai in dino.n
aur kuchh tabii.at apnii bhii ghabraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jahan zad
ki tere anaasir ke ajzaa-e-tarkiib me.n vaahima kaise aayaa
hasan tuu vahaa.n jho.npa.De me.n
Ishrat Afreen
Nazm
manzar
yuu.n to saare anaasir hai.n yaa.n zor me.n
amn kitnaa hai is bahr-e-pur-shor me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand ke musafir
har taraf vahii andhaa khel hai anaasir kaa
tairtaa chale saahil Duubtaa chale dariyaa
Mahboob Khizan
Nazm
mujhe talash karo
mujhe lapeT liyaa apnii kitnii baaho.n me.n
ye be-lihaaz anaasir magar ba-zid hii rahe
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aurat
ye anaasir ek muddat tak rahe garm-e-amal
aaKHirii tahriik-e-ismat se hu.e aapas me.n hal
Shaad Aarfi
Nazm
zakir-husain
in anaasir ko mohabbat se milaanaa hogaa
kishvar-e-hind kaa insaan banaanaa hogaa
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
gandhi
insaan kii suurat me.n dha.Daktaa hu.aa ik dil
paikar me.n anaasir ke ko.ii diida-e-pur-nam
Hurmatul Ikaram
Nazm
fasana-e-adam
mizaaj-e-aatish-e-sozaa.n ko kar diyaa ThanDaa
machaa dii bazm-e-anaasir me.n khalbalii mai.n ne