SEARCH RESULTS
Showing search results for "arafa"
Nazm MATCHES FOR "arafa"
Nazm
man arafa nafsahu
raushnii kii ek nannhii sii lakiir
mere kamre ke a.ndhere kaa badan
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
aurat
ai do-rangii-e-zamaana kii mujassam tasviir
U’rafaa kahte hai.n aa.iina-e-ibrat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
zara si baat
taKHliye kii baato.n me.n guftuguu izaafii hai
pyaar karne vaalo.n ko ik nigaah kaafii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
andha kabaadi
chamak uTThe.n lab o ruKHsaar o gardan
jaise nau-aaraasta duulho.n ke dil kii hasrate.n
Noon Meem Rashid
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
zaban-daraaz
zabaan me.n fii lafz ek inch izaafa ho rahaa hai
pahle bhii to ye kaa.ndho.n par pa.Dii thii
Ammar Iqbal
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar mujhii ko ye vahm shaayad
ki aap-apnaa subuut apnaa javaab huu.n mai.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
saneha
vo raaz-daar-er-mahfil-e-yaaraa.n nahii.n rahaa
vo Gam-gusaar-e-bazm-e-ariifaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
numaish-e-aligarh
vo aaraasta saaf suthrii dukaane.n
kahii.n par hai nazzaara kaariigarii kaa