SEARCH RESULTS
Showing search results for "arjun"
Nazm MATCHES FOR "arjun"
Nazm
yaum-e-azadi
nasiim-e-sub.h phir 'arjun' kaa baan ban ke chalii
bahaar-e-hind tira.ngaa-nishaan ban ke chalii
Siraj Lakhnavi
Nazm
panghaT ki rani
rag-rag jis kii hai ik baajaa aur nas-nas zanjiir
krishn muraarii kii bansii hai yaa arjun kaa tiir
Saghar Nizami
Nazm
jazbaat-e-aftab
ho.n hanuumaan aur 'a.ngad' se hazaaro.n yodhdhaa
sai.nka.Do.n bhiim aur arjun se bashar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
hindostan
paidaa kiye the jis ne arjun kanaad gautam
aaGosh me.n pale the jis kii byaas-o-bikram
Aaftab Rais Panipati
Nazm
diwali
mard hai tuu kaam le himmat se ronaa chho.D de
naam le arjun kaa zanjiir-e-Gulaamii to.D de
Shatir Hakeemi
Nazm
pyara watan hamara
laakho.n the bhiim arjun balraam shyaam 'raghubar'
the tiir jin ke zevar bistar the jin ke KHanjar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
sal-e-nau ka hangama
arjun ke aur bhiim ke ghar se muqaabla
phir KHaandaan-e-sarvar-e-kaun-o-makaa.n se jang
Zafar Ali Khan
Nazm
shri-kirishna
bekaso.n ke liye har haal me.n Gam-KHvaar rahaa
dharm ke vaaste arjun kaa madad-gaar rahaa
Bismil Allahabadi
Nazm
lashkar-e-hind
arjun-o-bhiim kaa duniyaa me.n amar naam rahe
hamla dushman kaa har ik tarh se naakaam rahe
Gulzar Dehlvi
Nazm
ahl-e-hind
bhiishm-o-arjun se yodhdhaa baan vaale miT ga.e
akbar-o-partaap se maidaan vaale miT ga.e