SEARCH RESULTS
Showing search results for "autaar"
Nazm MATCHES FOR "autaar"
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
mohabbate.n shauq kii chaTaano.n
se ghaaTiyo.n me.n utar ga.ii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
tujhe sub.h baazaar me.n buu.Dhe attaar yuusuf
kii dukkaan par mai.n ne dekhaa
Noon Meem Rashid
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
utaar de jo kinaare pe ham ko kashtii-e-vahm
to gird-o-pesh ko girdaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
shaam ke pech-o-KHam sitaaro.n se
ziina ziina utar rahii hai raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDki
to aise lagtaa thaa jaise dil me.n utar rahii ho
kuchh is tayaqqun se baat kartii thii jaise duniyaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
fankar
jo tirii zaat se mansuub the un giito.n ko
muflisii jins banaane pe utar aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
regzaaro.n se adaavat ke guzar jaa.e.nge
KHuu.n ke dariyaa.o.n se ham paar utar jaa.e.nge
Ali Sardar Jafri
Nazm
jugnu
mire makaan ke aage hai ek chau.Daa sahn vasii.a
kabhii vo ha.nstaa nazar aataa hai kabhii vo udaas