SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaane"
Nazm MATCHES FOR "bahaane"
Nazm
intisab
duusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii hai
jis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-tale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri KHat
aa.ogii mirii gor pe tum ashk bahaane
nau-KHez bahaaro.n ke hasii.n phuul cha.Dhaane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaaraa KHuun mire jism me.n machaltaa rahaa
zaraa se qatre bahaane kaa mauqa to dete
Zubair Ali Tabish
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the
Balmohan panday
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
sham-e-ummiid sarsar-e-Gam me.n
kis bahaane jalii hai tere baa'd
Saifuddin Saif
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
hasan kuza-gar (2)
dil ke jiine ke bahaane ke sivaa aur nahii.n
harf sarhad hai.n jahaa.n-zaad ma.aanii sarhad
Noon Meem Rashid
Nazm
ramaen ka ek sin
ye ja.al ye fareb ye saazish ye shor-o-shar
honaa jo hai sab us ke bahaane hai.n sar-ba-sar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sham
Dhuu.nDhtaa hai jo KHaraabii ke bahaane kab se
chaak-e-har-baam har ik dar kaa dam-e-aaKHir hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
izhaar aur rasai
muu-qalam, saaz gul-e-taaza thirakte paa.nv
baat kahne ke bahaane hai.n bahut
Noon Meem Rashid
Nazm
shaer log
jin kii haibat se duniyaa laraztii rahii
jin pe aa.nsuu bahaane ko ko.ii na thaa