SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahbuudii"
Nazm MATCHES FOR "bahbuudii"
Nazm
mahatma-gandhi
baapuu ne har insaan ko insaa.n samjhaa
bahbuudii-e-har-fard ko iimaa.n samjhaa
Charkh Chinioti
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
haa.n merii bayaaz-e-sher me.n bhii
barbaadi-e-dil ke marsiye hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
nashat-e-umid
qaum kii bahbuud kaa bhuukaa hai ek
jin me.n ho un ke liye anjaam-e-nek
Altaf Hussain Hali
Nazm
goristan-e-shahi
is qadar qaumo.n kii barbaadii se hai KHuugar jahaa.n
dekhtaa be-e'tinaa.ii se hai ye manzar jahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
ilm
ilm hai insaan kii bahbuud-o-baqaa ke vaaste
ye nahii.n insaaniyat kii ibtilaa ke vaaste
Farooq Shakeel
Nazm
tumne likkha hai
shauq se merii tamannaa.o.n kii barbaadii ho
kuchh bhii ho tum mire ehsaas kii shahzaadii ho
Prem Warbartani
Nazm
paisa
har tarah hotii hai KHush-vaqti-o-KHuubii bahbuud
KHush-dilii taazgii aur KHurmii kartii hai duruud
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mahatma-gandhi
jafaa-o-jaur ne kii KHuub apnii barbaadii
KHaraab-haal na dil raat kyuu.n huu.n fariyaadii
Bismil Allahabadi
Nazm
nazm
bichhaa.ii jaane vaalii baaruudii sura.ng
kaun sii sar-zamiin pe tayyaar hotii
Zeeshan Sahil
Nazm
uktae hue badan
dharm aur maz.hab kii aa.D le kar
aisii ba-huuda gaaliyaa.n detaa hai
Munawwar Rana
Nazm
begam aur shaeri
mai.n ye bolaa band kar apnaa ye ba-huuda kalaam
tujh ko kyaa ma.aluum kyaa hai ek shaa.er kaa maqaam
Nashtar Amrohvi
Nazm
dal ki fariyaad
ho ga.ii dam ke dam me.n barbaadii
chhin ga.ii haa.e merii aazaadii!
Ismail Merathi
Nazm
tawaif
terii peshaanii kaa har KHat maasiyat-aaluuda hai
teraa har iqdaam naa-farjaam hai ba-huuda hai