SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr-e-duniyaa"
Nazm MATCHES FOR "bahr-e-duniyaa"
Nazm
phir sham hui
jhaa.nktaa suurat-e-KHail-e-aavaargaa.n
Gurfa Gurfa bahr kaaKH-o-kuu shahr me.n
Ibn e Insha
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
KHwab dekhna
bahr-e-tufaanii-e-duniyaa me.n hai.n ham sar-gashta
mauj-e-Gam me.n hai jahaaz apnaa theater khaataa
Suraj Narayan Mehr
Nazm
ghaalib
Gavvaas-e-fikr ke liye Gaalib kii shaa.erii
ik bahr-e-be-kanaar-e-funuun-o-uluum hai
Mustafa Rahi
Nazm
ghaTa chhai to kya
ho chukaa paayaab jab bahr-e-sar-o-barg-e-shabaab
ab samundar kii javaanii baa.Dh par aa.ii to kyaa
Josh Malihabadi
Nazm
kirshn ka KHitab
kabhii jang me.n bahr-e-irfaan-e-haq
fasaahat ke dariyaa bahaataa huu.n mai.n
Sabir Abuhari
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
milap
ik bahr-e-naa-paidaa-kanaar
haasil-e-umr-e-ravaa.n hai aaj sone kii jhalak
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
insan
kabhii mehnat-kashii me.n laa-saanii
aur kabhii Garq-e-bahr-e-KHvaab-o-KHayaal
Salman Ghazi
Nazm
sitaron ki aawaz
mai.n aage ba.Dhaa
merii yalGaar se bahr-o-dasht-o-jabal zar ugalne lage
Paigham Aafaqi
Nazm
qatra jhil samundar
mai.n jaantaa huu.n bahr-e-be-kanaar me.n
ka.ii jagah bha.nvar bhii hai.n
Mubarak Ahmad
Nazm
hubb-e-qaumi
dur-fishaa.n hai har zabaa.n hubb-e-vatan ke vasf me.n
josh-zan har samt bahr-e-himmat-e-mardaana hai