SEARCH RESULTS
Showing search results for "barkat"
Nazm MATCHES FOR "barkat"
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
niyyat jo thii ba-KHair to barkat KHudaa ne dii
collage hu.aa durust ba-sad shaan-o-ehtishaam
Akbar Allahabadi
Nazm
madh
pahu.nchii hai sar-e-haraf-e-du.aa ab mirii tahriir
har kaam me.n barkat ho har ik qaul me.n quvvat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pand-nama
haa.n sambhal kar lataafato.n ko barat
TuuT jaa.e kahii.n na ko.ii parat
Josh Malihabadi
Nazm
ek sawal KHuda-e-bartar se
nuur kii kirne.n ubaltii ho.n
dilo.n me.n KHair o barkat kii du.aa.e.n guu.njtii ho.n
Sajida Zaidi
Nazm
manafi shuur ka ek waraq
siyasat-daan is nizaam kaa muhaafiz kyuu.n na ho!
ki us kii barkat se
Zahid Masood
Nazm
buDhiya aur chiDiya ki kahani
aa.o bachcho giit sunaa.e.n
giit sunaa.e.n KHuub ha.nsaa.e.n
Barkat Ali Firaq
Nazm
mera watan
meraa vatan vahii hai meraa vatan vahii hai
baarish kii tarah jis me.n pa.Dtii thii KHair-o-barkat
Ahmad Azimabadi
Nazm
saKHawat
saKHaavat hai iimaan kaa ek hissa
hai barkat kaa zariya saKHaavat kaa saaya
Hafiz Karnataki
Nazm
jawanon se KHitab
javaano ko.ii kaam karke dikhaa.o
agar chaahte ho ba.Dhe KHair-o-barkat
Faiz Ludhianvi
Nazm
nukta-farsai
kyaa kahuu.n kyaa gul khilaa.e hai.n abul-barkaat ne
fitna-aaraa.ii musalmaano.n me.n us kaa kaam hai