SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataa"
Nazm MATCHES FOR "bataa"
Nazm
KHuda ka sawal
Garaz ki sabhii kuchh hai tere liye
bataa kyaa kiyaa tuu ne mere liye
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
dil se phir hogii mirii baat ki ai dil ai dil
ye jo mahbuub banaa hai tirii tanhaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye tum ne Thiik kahaa hai tumhe.n milaa na karuu.n
magar mujhe ye bataa do ki kyuu.n udaas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
tumhaare vaaste jo mere dil me.n hai 'haafii'
tumhe.n mai.n kaash ye sab kuchh kabhii bataa paatii
Tahzeeb Hafi
Nazm
jugnu
ye shaam mujh ko banaa detii kaash ik jugnuu
to maa.n kii bhaTkii hu.ii ruuh ko dikhaataa raah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
ai na.e saal bataa tujh me.n nayaa-pan kyaa hai
har taraf KHalq ne kyo.n shor machaa rakhaa hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
bataa kar chhupaanaa chhupaa kar bataanaa
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
himala
ai himaala daastaa.n us vaqt kii ko.ii sunaa
maskan-e-aabaa-e-insaa.n jab banaa daaman tiraa
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
kahte the sadaaqate.n amar hai.n
auro.n ko yahii bataa rahe the
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
sach bataa to sabhii ko bhaataa hai
yaa ki mujh se hii teraa naataa hai