SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-qaraarii"
Nazm MATCHES FOR "be-qaraarii"
Nazm
bhaunre ki be-qarari
na vo ketkii kii phaban rahii
na vo motiyaa kii adaa rahii
Suroor Jahanabadi
Nazm
be-qarari
rafta rafta ashk aa.nkho.n se ravaa.n hone lage
dil lagaa kar duur mujh se jaan jaa.n hone lage
Afroz Alam
Nazm
wo aalam KHwab ka tha
maahii-be-aab kii suurat ta.Daptaa thaa
junuun-o-be-qaraarii ne
Harris Khalique
Nazm
daldal
fusuun-e-mulaaqaat hai baa.is-e-be-qaraarii
junuun-e-mulaaqaat rahtaa hai taarii
Krishna Mohan
Nazm
daldal
fusuun-e-mulaaqaat hai baa’is-e-be-qaraarii
junuun-e-mulaaqaat rahtaa hai taarii
Krishna Mohan
Nazm
samundar ki jaanib se aati hawa mein
ko.ii be-qaraarii ke saahil pe
aa.nkhe.n bichhaa.e kha.Daa hai
Sameena Raja
Nazm
sawal
ruuh kii be-qaraarii ko taskiin dene kii KHaatir banaayaa
KHudaa hai
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
nakaam ishq
jis taraf dekho be-qaraarii hai
saarii duniyaa hii Gam kii maarii hai
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
imtihan se pahle
ko.ii uljhan na be-qaraarii hai
phir bhii ik kaifiyat sii taarii hai
Shaukat Pardesi
Nazm
mohabbat ke tasawwur mein
magar aage na ba.Dh paayaa
tire aaGosh me.n jaanaa.n ba.Dii hii be-qaraarii thii